Taane, Toxic Log aur Boundaries: Hinglish Playbook with Antarman | Amar

Best Seller

Taane, Toxic Log aur Boundaries: Hinglish Playbook

Antarman Amar

Antarman Amar

Hinglish psychology creator

1 booking across all services

Digital Product

About this product

Kisi ki ek line din bhar dimaag mein ghoomti rehti hai?

“Abhi tak wahi chhoti si naukri?” “Shaadi kab karoge?” “Sharma ji ka beta dekho.”

Ye Antarman ki Hinglish playbook hai. Isme seekhoge ki taane ka jawab kaise dein, bina ladai kiye aur bina andar se toote.

Andar kya hai:

✅ Taana itna chubhta kyun hai (Negativity Bias)

✅ Taane ke 5 type aur unki asli matlab

✅ Pehle 3 second ka formula: Saans, Chup, Nazar

✅ Sawaal wala jawab: “Matlab? Aap kehna kya chahte hain?”

✅ Broken Record technique se “na” bolna

✅ Ghar, dost aur office ke liye boundary lines

✅ Family ke mushkil sawaalon ke ready jawab

✅ Toxic ya bas mushkil insaan: 5 warning signs

✅ Raat ko dimaag ka replay kaise band karein

🎁 Bonus: 50 ready-made lines + 21 din ka practice plan

Format: PDF, 35 pages, phone pe padhne ke liye design ki gayi. Kharidte hi turant download.

Note: Ye self-help guide hai, therapy ya medical salah nahi.

₹99₹199